Lata Mangeshkar

Meri Bindiya Teri Nindiya

in Lamhe

LYRIC

Meri bindiya teri nindiya
Meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna
Mera kajal tujhko pagal
Mera kajal tujhko pagal na bana de to kehna
Ho meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna

Khankenge khan-khan jab mere kangna
Dhadkega dhak-dhak dil tera sajna
Khankenge khan-khan jab mere kangna

Main poore solah singar kar lu
Darpan se baatein do char kar lu
Main poore solah singar kar lu
Darpan se baatein do char kar luMera gajara tumko bhawara na bana de to kehna
Ho meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna

Teri pasand ab meri pasand hai
Yeh jaan teri mutthi mein band hai
Teri pasand ab meri pasand hai
Yeh jaan teri mutthi mein band hai
Tu jo bole main woh karke
Tu jo bole main woh karke na dikha du to kehna
Ho meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna

Mere naina, mere kangna, meri chunri, meri choli
Mera jogan, mera darpan, meri bindiya, teri nindiya
Na uda de to kehna