Mahendra Kapoor, Krishna Kalle
Mere Sarkar Meri Aahon Ka Asar Dekh Liya
in Shikar
LYRIC
Mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya
Mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya
Ruk gaye aap wafaon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya
Pyar sacha ho to yeh waqt bhi ruk jaata hai
Aasman lakh bhi ubcha rahe jhuk jaata hai
Aa gaye aapke kadmon pe utharkar baadal
Ban gayi mast ghata aapke sar ka aanchal
Aapne sokh fizaon ka asar asar dekh liya
Haan asar dekh liyaMere sarkar meri aahon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya
Aapke phool se chehre pe hansi bhi aayi
Aaj sau rang liye dil mein khushi bhi aayi
Aapne ishq ki raahon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya
Mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya
Haan asar dekh liya