Kishore Kumar

Mere Sang Sang Aaya Teri Yaadon Ka Mela

in Rajput

LYRIC

Akela gaya tha main haan main
Na aaya akela

Mere sang sang
Sang sang sang aaya teri yaadon ka mela
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela

Akela gaya tha main haan main
Na aaya akela haan
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela

Teri gali se
Teri gali se main jab nikla
Sab kuchh dekha badla badla
Teri gali se main jab nikla
Sab kuchh dekha badla badla
Jaisa ab hai waisa kab thaYeh mausam albela

Mere sang sang
Sang sang sang aaya teri yaadon ka mela
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela

Akela gaya tha main haan main
Na aaya akela haan
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela
Akela gaya tha main haan main

Jee karta hai
Jee karta hai wapas jaun
Jaakar tujhko sath le aaun
Jee karta hai wapas jaun
Jaakar tujhko sath le aaun
Main yaadon ke is mele mein
Kaise rahun akela

Mere sang sang
Sang sang sang aaya teri yaadon ka mela
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela

Akela gaya tha main haan main
Na aaya akela haan
Mere sang sang aaya teri yaadon ka mela
Mere sang sang
Sang sang sang aaya teri yaadon ka mela