Rahat Fateh Ali Khan, Harshdeep Kaur
Mere Bina Tu
in Phata Poster Nikla Hero
LYRIC
Mere bina tu, mere bina tu..
Mere bina tu, mere bina tu
Mere bina khush rahe tu zamaane mein
Ke aaoon na main yaad bhi anjaane mein
Mere bina tu, mere bina tu
Mere bina tu..
Bhool ab jana guzra zamana
Keh to rahe ho mujhko magar
Jaan jaaye re, jaan jaaye re
Jaan jaaye re meri tujhko bhulaane mein
Ke aaoon na main yaad bhi anjaane mein
Mere bina tu, mere bina tu
Mere bina…
Mujhko do-raahe pe chhod ke yunJaane chale ho tum kis gali
Tumne hi di thi mujhko khushi ab
Tumne hi jaane kyun chheen li
Tujhe mila kya, tujhe mila kya
Tujhe mila kya mujhe yun rulaane mein
Ke aaoon na main yaad bhi anjaane mein
Mere bina tu, mere bina tu..
Mere bina tu, mere bina tu
Mere bina khush rahe tu zamaane mein
Ke aaoon na main yaad bhi anjaane mein
Mere bina tu, mere bina tu
Mere bina tu, mere bina tu..