Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Mera Tumhara Sath To
in Ek Paheli
LYRIC
Mera tumhara sath to
Sadiyon ka sath hai
Ab tak gale na mil sake
Yeh aur baat hai
Mera tumhara sath to
Sadiyon ka sath hai
Ab tak gale na mil sake
Yeh aur baat hai
Bichhde huye do humsafar
Phir mil gaye ek mod par
Bichhde huye do humsafar
Phir mil gaye ek mod par
Hathon mein ab is hath ko
Le loon ijazat ho agar
Khwabon mein maine chooma jiseYeh woh hath hai
Ab tak gale na mil sake
Yeh aur baat hai
Mera tumhara sath to
Toofan se nikle hain hum
Aaya nahi saahil abhi
Toofan se nikle hain hum
Aaya nahi saahil abhi
Mere tumhare pyaar ki
Ik aur hai manzil abhi
Shayad hamari maut
Hamari hayaat hai
Ab tak gale na mil sake
Yeh aur baat hai
Mera tumhara sath to
Manzil pe aaya karwan
Phir ho gaye armaan jawan
Manzil pe aaya karwan
Phir ho gaye armaan jawan
Mehsoos yeh hone laga
Kadmon mein hain dono jahan
Jiski talaash thi woh mere sath hai
Ab tak gale na mil sake
Yeh aur baat hai
Mera tumhara sath to