Alka Yagnik, Sonu Nigam, Roop Kumar Rathod, Jaspindar Narula, Shankar Mahadevan

Mela Dilon Ka Aata Hai

in Mela

LYRIC

Mela dilon ka aata hai ik baar aake chala jata hai
Aate hain musafir jaate hain musafir
Jana hi hai unko kyon aate hain musafir
Mela dilon ka…

Hans le ga le yeh din na milenge kal
Thodi khushiyan hain thode se yeh pal
Ek baar phir chali jaayein jo yeh bahaarein
Laut kar na aayengi gujri bahaarein

Saajan ek tujh pe bharosa hai
Is bheed mein ek tu hi mera hai
Mausam badle badle zamana
Vaada kiya jo vaada nibhana haiHathon ki lakeerein gaayein yeh tarana
Mar kar bhi yeh rishta hai humko nibhana
Mela dilon ka…

Aayi re jawani jaise rut toofani
Pagli yeh deewani main kya karoon
Mela jawani ka aata hai ik baar aake chala jata hai
Aati hai jawani jaati hai jawani
Jana hi hai usko kyon aati hai jawani
Mela dilon ka…