Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Maut Se Kya Darna
in Patthar Ke Phool
LYRIC
Maut se kya darna
Kya darna kya darna
Maut se kya darna use to aana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Maut se kya darna use to aana hai
Sawan bhadon basant patjhad
Rituyein aani jaani hainKasame vaade pyaar wafa ki
Rasmein badi puraani hain
Ho sawan bhadon basant patjhad
Rituyein aani jaani hain
Kasame vaade pyaar wafa ki
Rasmein badi puraani hain
Rasmein badi puraani hain
Ho kya jeena kya marna
Dil deewana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Maut se kya darna
Kya darna kya darna
Ho aaj mujhe kuchh aur nahi
Bas tumse itna kehna hai
Tum mere ho mere liye hi
Tumhein salamat rehna hai
Aaj mujhe kuchh aur nahi
Bas tumse itna kehna hai
Tum mere ho mere liye hi
Tumhein salamat rehna hai
Tumhein salamat rehna hai
Mar jaungi varna maut bahana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Maut se kya darna
Kya darna kya darna
Dil kitna naazuk hai mera
Dekho yeh dil toote na
Sath jiyenge sath marenge
Sath hamara chhoote na
Dil kitna naazuk hai mera
Dekho yeh dil toote na
Sath jiyenge sath marenge
Sath hamara chhoote na
Sath hamara chhoote na
Dil mein dheeraj dharna
Humne jaana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Do din ki hai zindagi
Humein apna farz nibhana hai
Maut se kya darna
Kya darna kya darna