Papon

Maula Sun Le Re

in Madras Cafe

LYRIC

Mera kaun hai tere siwa
Maula tu hi to hai bas mera..
Nikla hoon sach ki talaash mein
Yeh jag to hai laya tera

Maula sun le re..
Khudaya o mere
Maula sun le re..
Mera man jo kahe

Sun jab se dil ki pukaar hai
Utha kaisa yeh sawaal hai
Nahi ab khabar na khayal hai
Hua kya yeh mera haal hai

Maula sun le re..
Khudaya o mere
Maula sun le re..
Mera man jo kahe