Asha Bhosle, Mohammad Rafi

Masti Jo Teri Aankhon Mein Hai

in Ek Se Badhkar Ek

LYRIC

Masti jo teri aankhon mein hai
Woh nazaron mein nahi
Arre masti jo teri aankhon mein hai
Woh nazaron mein nahi
Aag jo ishq mein hoti hai
Woh angaaron mein nahi

Tere siwa is aag ko
Kaun bujha sakta hai

Deewana hoon deewana
Deewana tere naam ka
Deewana hoon deewana
Deewana tere naam ka

Ik jalwa mujhko dedeDede jalwa mujhko dede
Jalwa jalwa mujhko dede
Haan ik jalwa mujhko dede
Tu pyaar bhare jaam ka

Deewana hoon deewana
Deewana tere naam ka
Deewana hoon deewana
Deewana tere naam ka

Main woh husn hoon
Jiske jalwon se wafa darti hai
Arre main woh husn hoon
Jiske jalwon se wafa darti hai
Aur main woh bijli hoon
Jisko chhoone se fiza darti hai

Waqt hai ab bhi laut ja
Laut ja aye nadaan
Main won gham-e-ishq hoon
Jisko milne se kaza darti hai
Samjha mujhko

Deewana hai deewana
Yeh kaisa mere naam ka
Deewana hai deewana
Yeh kaisa mere naam ka

Matlab jo nahi jaane
Nahi jaane woh nahi jaane
Nahi nahi nahi jaane nahi jaane
Matlab jo nahi jaane
Arre ishq ke anjaam ka

Deewana hai deewana
Yeh kaisa mere naam ka
Deewana hai deewana
Yeh kaisa mere naam ka

Arre aaya hoon teri mehfil mein
Kuchh karke jaunga
Nahi khaali main januga
Yeh daaman bhar ke jaunga

Aaya hoon teri mehfil mein
Kuchh karke jaunga
Haan kuchh karke jaunga
Nahi khaali main januga
Yeh daaman bhar ke jaunga
Yeh daaman bhar ke jaunga

Tamanna leke aaya hoon
Tamanna leke aaya hoon
Iraada karke aaya hoon
Iraada karke aaya hoon

Ya tujhko paake jaunga
Ya tujhko paake jaunga
Nahi to marke jaunga
Kyun ki

Deewana hoon deewana
Deewana tere naam ka
Deewana hoon deewana
Deewana tere naam ka

Gustakh ho gaya hai tu
Tujhko khabar nahi hai
Arre fariyad mein ab teri
Koyi asar nahi hai

Gustakh ho gaya hai tu
Tujhko khabar nahi hai
Haan tujhko khabar nahi hai
Arre fariyad mein ab teri
Koyi asar nahi hai
Haan koyi asar nahi hai

Kar le tu ab ibaadat
Kar le tu ab ibaadat
Hathon mein tasveer lekar
Hathon mein tasveer lekar
Tu ishq kya karega
Tu ishq kya karega
Teri umar nahi hai
Jaane de na

Deewana hai deewana
Yeh kaisa mere naam ka
Deewana hai deewana
Yeh kaisa mere naam ka

Tujhe rakha hai dil mein aha
Dil ke chhalon ki tarah
Dil ke chhalon ki tarah
Tujhe samjha hai maine aahe
Gaye saalon ki tarah
Aahe gaye saalon ki tarah

Maine chaha hai tujhko
Chahne walon ki tarah
Chahne walon ki tarah
Jala ke rakh doongi aahe
Main mashalon ki tarah aahe
Main mashalon ki tarah

Mere peechhe pada hai
Kyun tu sar pe chadha hai
Hey hey chala ja munh chupa kat
Saamne kyun khada hai

Main hoon tera deewana aha
Tujhe lekar hai jaana aha
Chahe roke yeh duniya aha
Chahe roke zamana aha
Ya apni haar maan le
Ya mera pyaar maan le
Ya apni haar maan le
Ya mera pyaar maan le
Agar jo bachna hai toone
Mujhe dildaar maan le
Mujhe dildaar maan le
Mujhe dildaar maan le