Salim Merchant, Shruti Pathak
Mar Jawaan
in Fashion
LYRIC
Mar jawaan mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan
Mar jawaan mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan
Bheege bheege sapnon ka
Jaise khat hai
Haaye geeli geeli chahat ki
Jaise latt hai
Mar jawaan mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan
Mar jawaan mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan
Soche dil ke aisa kash ho
Tujhko ek nazar meri talaash ho
Jaise khwaab hain
Aankhon mein base meriWaise needon pe silvatein pade teri
Bheege bheege armanon ki rahat hai
Haaye geeli geeli khwahish
Bhi to behad hai
Mar jawaan mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan
Mar jawaan mar jawaan
Tere ishq pe mar jawaan
Mar jawaan