Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva

Main Teri Tu Mera Duniya Se Kya Lena

in Beta

LYRIC

Sajna sajna sajna sajna
Main teri tu mera duniya se kya lena
Main teri tu mera duniya se kya lena
Ab to mujhe hai tujhe har sukh dena
Main teri tu mera duniya se kya lena
Main teri tu mera

Sajni sajni sajni sajni
Tu meri main tera duniya se kya lena

Saat pheron waali saari rasmein nibhaoongi
Saat pheron waali saari rasmein nibhaoongi
Doli chadh ke main aayi
Kaandhon pe jaaoongaMain bhi deewani saari kasmein nibhaoonga
Ab na kabhi bhi tujhe dukh pahunchaauonga
Jo tu nahi, kuchh bhi nahi
Tu hi to hai mere donon jahan
Duniya se kya lena
Main teri tu mera duniya se kya lena
Main teri tu mera

Sajni sajni sajni sajni
Tu meri main tera duniya se kya lena
Tu meri main tera duniya se kya lena
Ab to mujhe hai tujhe har sukh dena
Main teri tu mera duniya se kya lena
Main teri tu mera

Sukh mein bhi, dukh mein bhi
Sath nahi chhodunga
Sukh mein bhi, dukh mein bhi
Sath nahi chhodunga
Ab to kabhi main tera hath nahi chhodunga
Meri kismat thi jo maine tujhe paya hai
Mujhko to tere liye Rab ne banaya hai
Dil mein hai tu, jaan mein hai tu
Tere bina ab jaana kahan
Duniya se kya lena
Tu meri main tera duniya se kya lena
Tu meri main tera

Sajna sajna sajna sajna
Main teri tu mera duniya se kya lena
Main teri tu mera duniya se kya lena
Ab to mujhe hai tujhe har sukh dena
Main teri tu mera duniya se kya lena
Main teri tu mera