Musician : \n\t\t\t\t\t\t\t\t\t\t\t\t\t\t\tRajesh Roshan
Main Teri Hoon Janam Tu Mera Jiya
in Khoon Bhari Maang
LYRIC
Main teri hoon janam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya
Main teri hoon janam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya
Teri meethi-meethi baaton mein kho jaaoon
Jaise lehar lehar mein aise ik ho jaaoon
Teri meethi-meethi baaton mein kho jaaoon
Jaise lehar lehar mein aise ik ho jaaoon
Mila pyaar ka humko mauka yeh sunehra
Na to koi deewar na koi pehra
Mila pyaar ka humko mauka yeh sunehra
Na to koi deewar na koi pehraJee bhar ke pyaar karenge dar humko nahin zara
Main teri hoon janam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya
Main tere sang toofan mein bhi beh jaaoon
Main tere sang sholon par bhi reh jaaoon
Main tere sang toofan mein bhi beh jaaoon
Main tere sang sholon par bhi reh jaaoon
Teri baahein mera sahil, sahil ki zaroorat kya
Main teri hoon janam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya