Gaurav Dagaonkar
Main Gaa Loon Zara
in Chal Pichchur Banate Hain
LYRIC
Kuch naya sa hai ishara zindagi ka mujhe
Jhilmilaya hai nazara ajnabi rang mein
Goonjta saaz hai badla sa andaz hai
Main gaa loon zara haan dhun yeh nayi
Main gaa loon zara do pal hi sahi
Main gaa loon zara, main gaa loon zara
Khwahishon ke par laga ke
Haan bhar li maine udaan
Khwabon ka mere wo
In hawaon mein woHai zikra sa
In ragon mein ab wo
Failta junoon wo
Befikra sa wo
Khwabon ka mere wo
In hawaon mein wo
Hai zikra sa
In ragon mein ab wo
Failta junoon wo
Befikra sa wo
Main gaa loon zara haan dhun yeh nayi
Main gaa loon zara do pal hi sahi
Main gaa loon zara haan dhun yeh nayi
Main gaa loon zara do pal hi sahi
Main gaa loon zara, main gaa loon zara