Amit Kumar, Anuradha Paudwal

Maang Teri Saja Doon Main

in Baaghi

LYRIC

Maang teri saja doon main
Aaja bindiya lagaa doon main
Laal chunri odha doon main
Tujhe dulhan bana doon main
Hathon se tera shringar karoon
Baahon mein bhar ke pyar karoon
Hathon se tera shringar karoon
Baahon mein bhar ke pyar karoonRoop main sanwar doon
Aaja pehna doon tujhe phoolon ka gehna

Kaisa lagta hai?
Achcha lagta hai.
Pyar ka sapna
Sachcha lagta hai