Asha Bhosle, Kishore Kumar

Lekar Hum Deewana Dil

in Yaadon Ki Baarat

LYRIC

Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzil

Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzil
Kahin to pyaare kisi kinare
Mil jao tum andhere ujaale
Ta ram pam Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzil

Jis gali mein tum, uss gali mein hum
Par yeh majbooriyan yaha
Tum yahin kahin, hum yahin kahin
Phir bhi yeh dooriyaan yaha
Wah re duniya
Duniya tere jalwe hain nirale ha aa!

Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzilKahin to pyaare kisi kinare
Mil jao tum andhere ujaale
Ta ram pam Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzil

Tu kahin rahe yoon lage mujhe
Mere dil ke paas hai yaha
Maangu teri khair aa tere bagair
Dil mera udaas hai yaha
Aaja aaja
Aaja humko seene se laga le ha aa!

Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzil
Kahin to pyaare kisi kinare
Mil jao tum andhere ujaale
Ta ram pam Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzil