Kumar Sanu, Udit Narayan
Kya Zamana Aa Gaya
in Yeh Majhdhaar
LYRIC
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Rote rote rote rote rote rote
Mushkurana aa gaya
Mushkurana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Khushiyan tujhe mubaarak hon
Gham saare mujhe mil jaayein
Khushiyan tujhe mubaarak hon
Gham saare mujhe mil jaayein
Hai yeh dua tere dil mein
Pyar ki kaliyan khil jaayein
Jee chahe main wafa kaTujhe pesh karun nazrana
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Yaar tu kismat wala hai
Tujhko mila dildaar tera
Yaar tu kismat wala hai
Tujhko mila dildaar tera
Teri muradein rab ne suni
Tujhko mila hai pyar tera
Apnon ki mahefil mein
Main lagne laga beghana
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kitni mohabbat hai tujhse
Is duniya ko bata doon main
Kitni mohabbat hai tujhse
Is duniya ko bata doon main
Hai yeh tamanna is dil ki
Yaar pe jaan luta doon main
Na tootega yaar tera mera yarana
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya
Kya zamana aa gaya