Mohammad Rafi
Kya Se Kya Ho Gaya
in Guide
LYRIC
Kya se kya ho gaya bewafa tere pyar mein
Chaha kya, kya mila bewafa tere pyar mein
Chalo suhana bharam to toota
Jaana ke husn kya hai
Ho chalo suhana bharam to toota
Jaana ke husn kya hai
Kehti hai jisko pyar duniya
Kya cheez kya balaa hai
Tere mere dil ke beech ab to
Sadiyon ke faasle hain
Haan tere mere dil ke beech ab to
Sadiyon ke faasle hain
Yakeen hoga kise ke hum tum
Ik raah sang chale hainHona hai aur kya bewafa tere pyar mein
Kya se kya ho gaya bewafa tere pyar mein