Mukesh, Kanchan
Kya Khoob Lagti Ho
in Dharmatma
LYRIC
Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho
Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho
Phir se kaho, kehte raho achchha lagta hai
Jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai
Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho
Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho
Tareef karoge kab tak, bolo kab tak
Mere seene mein saans rahegi jab tak
Khush ho na mujhe tum pa kar, mujhe pa kar
Pyase dil ko aaj mila hai sagarKya dil mein hai aur tamanna, hai tamanna
Har jeevan mein tum mere hi banana
Phir se kaho, kehti raho achchha lagta hai
Jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai
O kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho
Tum pyaar se pyare ho, tum jaan hamaari ho
Tum pyaar se pyare ho, tum jaan hamaari ho