Mohammad Rafi, Sushma Shreshtha

Kya Hua Tera Vaada Woh Kasam Woh Irada

in Hum Kisi Se Kam Nahin

LYRIC

Kya hua tera vaada woh kasam woh irada
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada

Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada

O kehne waale mujhko farebi
Kaun farebi hai yeh bata
Woh jisne gham liya pyaar ki khatir
Ya jisne pyaar ko bech diya
Nasha daulat ka aisa bhi kya
Ke tujhe kuchh bhi yaad nahin
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada