Vishal Dadlani

Kurbaan Hua

in Kurbaan

LYRIC

Kurbaan hua.. teri tishnagi mein yoon
Kurbaan hua.. teri aashiqi mein yoon..

Bekhudi mein, bekali mein, bekasi mein hua
Tujhko har dua di, aur daga bhi, aur fanaa hua
Kurbaan hua, kurbaan hua..
Adaa pe, wafaa pe, jafaa pe
Kurbaan hua, kurbaan hua ..

Rubaru hai tu magar

Bekhudi mein, bekali mein, bekasi mein hua
Tujhko har dua di, aur daga bhi, aur fanaa hua
Kurbaan hua, kurbaan hua..Adaa pe, wafaa pe, jafaa pe
Kurbaan hua, kurbaan hua ..

Marne ka sabab maangta raha darbadar
Mitne ko to dil pal mein raazi hua..
Poori hui har aarzu, har daastan meri
Ke tum shuru hue jahaan main khatam hua
Kurbaan hua, kurbaan hua..
Adaa pe, wafaa pe, jafaa pe
Kurbaan hua, kurbaan hua ..