Mohit Chauhan, Neha Bhasin
Kuch Khaas
in Fashion
LYRIC
Kuch khaas hai kuch paas hai
Kuch ajnabi ehsaas hai
Kuch dooriyan nazdeekiyan
Kuch hans padi tanhaiyan
Kya yeh khumar hai kya aitbaar hai
Shayad yeh pyaar hai
Pyaar hai shayad
Kya yeh bahaar hai kya intezar hai
Kuch khaas hai kuch paas hai
Kuch ajnabi ehsaas hai
Kuch dooriyan nazdeekiyan
Kuch hans padi tanhaiyan
Kya yeh khumar hai kya aitbaar hai
Shayad yeh pyaar haiPyaar hai shayad
Kya yeh bahaar hai kya intezar hai
Shayad yeh pyaar hai
Pyaar hai shayad
Kuch saaz hain jaage se jo the soye
Alfaaz hain chup se nashe mein khoye
Nazrein hi samjhein yeh guftagu saari
Koyi aarzu ne hai angdayi li pyaari
Kya yeh khumar hai kya aitbaar hai
Shayad yeh pyaar hai
Pyaar hai shayad
Na inkaar hai na ikraar hai
Shayad yeh pyaar hai
Pyaar hai shayad
Kehna hi kya mera dhakal na koyi
Dil ko dikha dil ki shakal ka koyi
Dil se thi meri ek shart yeh aisi
Lage jeet si mujhko yeh haar hai kaisi
Kabhi bukhaar hai kyun bekraar hai
Shayad yeh pyaar hai
Pyaar hai shayad
Jaadu sawaar hai na ikhtiyar hai
Shayad yeh pyaar hai
Pyaar hai shayad
Pyaar hai shayad
Kuch khaas hai kuch paas hai
Kuch ajnabi ehsaas hai
Pyaar hai shayad
Pyaar hai shayad yehi