Anuradha Paudwal, Babul Supriyo
Koi Taza Hawa
in Dhaai Akshar Prem Ke
LYRIC
Koi taza hawa man ko chhu gayi
Mujhe aisa laga jaise tu gayi
Koi taza hawa man ko chhu gayi
Mujhe aisa laga jaise tu gayi
Dekhun yahan dekhun wahan
Chaaron taraf aaye nazar
Dekhun yahan dekhun wahan
Chaaron taraf aaye nazar
Tera nasha hai khumari hai
Poochho na kya bekaraari hai
Tere bina meri jaane jaan
Mushkil hai din raat bhaari hai
Ab to mere khayal mein
Dhadkanon ke sawal meinAb to mere khayal mein
Dhadkanon ke sawal mein
Tu bas tu tu bas tu
Koi taza hawa man ko chhu gayi
Meri nazar mein nazaron mein
Tu hai basi chaand taaron mein
Tera dupatta mehkta hai
Phoolon ki mehki bahaaron mein
Har gali har makaan mein
Is zameen aasmaan mein
Har gali har makaan mein
Is zameen aasmaan mein
Tu bas tu tu bas tu
Koi taza hawa man ko chhu gayi
Mujhe aisa laga jaise tu gayi
Dekhun yahan dekhun wahan
Chaaron taraf aaye nazar
Dekhun yahan dekhun wahan
Chaaron taraf aaye nazar
Tu bas tu tu bas tu
Tu bas tu