Lata Mangeshkar
Koi Nahi Hai Phir Bhi Hai Mujhko
in Patthar Ke Sanam
LYRIC
Koi nahi hai phir bhi hai mujhko
Koi nahi hai phir bhi hai mujhko
Kya jaane kiska intezar ho
Koi nahi hai phir bhi hai mujhko
Kya jaane kiska intezar ho
Yeh bhi na jaanu lehra ke aanchal
Kisko bulaaye baar baar
Sochun yeh hai ungliyan kiske pyar ki
Paani mein chhavi main dekhun khadi khadiBaalon mein saja ke kaliyan badi badi
Saja ke kaliyan badi badi
Paani mein chhavi main dekhun khadi khadi
Phir banoon aap hi beqaraar
Koi nahi hai phir bhi hai mujhko
Kya jaane kiska intezar
Kya jaane kiska intezar
Waadi mein nishan mere hi paanv ke
Phoolon pe hain rang meri hi chhanv ke
Hain rang meri hi chhanv ke
Waadi mein nishan mere hi paanv ke
Phir bhi kyon aaye na aitbaar
Koi nahi hai phir bhi hai mujhko
Kya jaane kiska intezar ho
Yeh bhi na jaanu lehra ke aanchal
Kisko bulaaye baar baar
Kya jaane kiska intezar
Kya jaane kiska intezar