Yesudas
Koi Gata Main So Jata
in Alaap
LYRIC
Koi gata main so jata
Koi gata main so jata, koi gata
Sanskriti ke vistrit saagar par
Sapnon ki nauka ke andar
Dukh sukh ki leharon par uth-gir
Behta jata main so jata
Koi gata main so jata, koi gata
Aankhon mein bhar kar pyar amar
Mere jeewan ka kara jal
Mere jeewan ka halaahal, mere
Mere jeewan ka kara jal
Mere jeewan ka halaahalKoi apne swar mein mad may kar
Bharsata main so jata
Koi gata main so jata
Koi gata main so jata
Main so jata, main so jata
Koi gata main so jata