Shailendra Singh, Asha Bhosle

Kisi Pe Dil Agar Aa Jaye to

in Rafoo Chakkar

LYRIC

Kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai

Wohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota hai

Koyi dil pe agar chha jaye to kya hota hai

Mujhko zulfon ke saaye mein so jane do sanam

Ho raha hai jo dil mein, ho jane do sanam

Baat dil ki dil mein reh jaye to phir kya hota hai
Baat dil ki dil mein reh jaye to phir kya hota hai
Wohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota hai
Wohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota hai

Kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai
Wohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota hai
Wohi hota hai jo manzoor-e-khuda hota hai

Kya manzoor hai khuda ko batao to zara
Kya manzoor hai khuda ko batao to zara
Jaan jaaogi baahon mein aa jao to zara
Jaan jaaogi baahon mein aa jao to zara

Koyi jo baahon mein aa jaye to phir kya hota hai