Hemlata, Jaspal Singh

Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batohiya

in Nadiya Ke Paar

LYRIC

Kaun disa mein leke chala re batohiya
Kaun disa mein leke chala re batohiya
Kaun disa mein leke chala re batohiya
Hey thehar thehar yeh suhani si dagar
Zara dekhan de, dekhan de
Man bharmaye naina bandhe yeh dagariya
Man bharmaye naina bandhe yeh dagariya
Kahin gaye jo thehar din jaayega guzar

Pehli baar hum nikle hain ghar se
Kisi anjane ke sang ho
Anjane se pehchan badhegi to
Mehak uthega tora ang ho
Mehak se tu kahin behak na jaanaMehak se tu kahin behak na jaana
Na karna mohe tang ho
Tang karne ka tose naata hai gujariya
Tang karne ka tose naata hai gujariya
Hey thehar thehar yeh suhani si dagar
Zara dekhan de, dekhan de
Kaun disa mein leke chala re batohiya
Kaun disa mein

Kitni door abhi kitni door hai
Aye Chandan tora gaanv ho
Kitna apna lagne lage jab
Koyi bulaye leke naam ho
Naam na lein to kya keh ke bulayein
Naam na lein to kya keh ke bulayein
Kaise chalayein kaam ho
Sathi, mitwa ya anadi kaho goriya
Sathi, mitwa ya anadi kaho goriya
Kahin gaye jo thehar din jaayega guzar
Gaadi haankan de, haankan de
Kaun disa mein leke chala re batohiya
Kaun disa mein

Aye Gunja us din tori sakhiyan
Karti thi kya baat ho
Kehti thi tore sath chalan koson
Aa gaye hum tore sath ho
Sath adhoora tab tak jab tak
Sath adhoora tab tak jab tak
Poore na ho phere saat ho
Abahi to hamari hai baali re umariya
Abahi to hamari hai baali re umariya
Hey thehar thehar yeh suhani si dagar
Zara dekhan de, dekhan de
Man bharmaye naina bandhe yeh dagariya
Man bharmaye naina bandhe yeh dagariya
Kahin gaye jo thehar din jaayega guzar
Gaadi haankan de, dekhan de
Man bharmaye naina bandhe yeh dagariya
Man bharmaye