Asha Bhosle

Kal Ke Apne Na Jaane Kyun

in Amanush

LYRIC

Kal ke apne na jaane kyun ho gaye aaj paraaye

Reit ka sagar, pyar ka sapna pyasa hi tarsaaye

Pyar mein kya kya rang bhare the
Likhi thi do taqdeerein
Pyar mein kya kya rang bhare the
Likhi thi do taqdeerein

Dosh nahi hai toofanon ka maajhi hi le doobe

Deewanapan bankar reh gayeMan ke yeh mansoobe
Taashon ka ghar kaam na aaye, bante hi gir jaye