Lata Mangeshkar, Kishore Kumar

Kahin Na Ja Aaj Kahin Mat Ja

in Bade Dilwala

LYRIC

Kahin na ja aaj kahin mat ja
Phir mile na mile
Yeh pal yeh samaa
Baahon mein aaja

Kahin na ja aaj kahin mat ja
Phir mile na mile
Yeh pal yeh samaa
Baahon mein aaja

Yeh jo bas mein kadam nahin tere
Main sanvaaroongi tu aa sang tere
Tere dil ki manzil hai yahaan

Ho.. Yeh jo bas mein kadam nahin tere
Main sanvaaroongi tu aa sang tere
Tere dil ki manzil hai yahaan

Jaan-e-wafaa sach hai kisko pataa
Phir mile na mileYeh pal yeh samaa
Baahon mein aaja

Meri raahon ka diya teri aankhein
Mere gham ki dawa teri baatein
To phir aur jaana hai kahaan
Aa…

Meri raahon ka diya teri aankhein
Mere gham ki dawa teri baatein
To phir aur jaana hai kahaan

Kahin na ja aaj kahin mat ja
Phir mile na mile
Yeh pal yeh samaa
Baahon mein aaja

Uljhan teri main sab jaanoon
Tujhe teri tarah pehchanoon
Jo main hoon to gham kyon jaan-e-jaan
Ho.. Jab dil hua jab tera deewana
Thokar mein hai sara zamana
Mera kya karega yeh jahaan

Jaan-e-wafaa sach hai kisko pataa
Phir mile na mile
Yeh pal yeh samaa
Baahon mein aaja

Kahin na ja aaj kahin mat ja
Phir mile na mile
Yeh pal yeh samaa
Baahon mein aaja
Baahon mein aaja
Baahon mein aaja