Lata Mangeshkar
Kabhi Khushi Kabhie Gham Title Song
in Kabhi Khushi Kabhi Gham
LYRIC
Aa kabhi khushi kabhie gham
Na juda honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Meri saanson mein tu hai samaya
Mera jeevan to hai tera saya
Meri saanson mein tu hai samaya
Mera jeevan to hai tera saya
Teri pooja karun main to hardum
Yeh hain tere karam
Kabhi khushi kabhie gham
Na juda honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Meri saanson mein tu hai samaya
Mera jeevan to hai tera saya
Teri pooja karun main to hardum
Yeh hain tere karamKabhi khushi kabhie gham
Na juda honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Subah-o-shaam charnon mein
Diye hum jalayein
Dekhein jahan bhi dekhein
Tujhko hi payein
Ho subah-o-shaam charnon mein
Diye hum jalayein
Dekhein jahan bhi dekhein
Tujhko hi payein
In labon pe tera
Bas tera naam ho
In labon pe tera
Bas tera naam ho
Pyar dil se kabhi bhi na ho kam
Yeh hain tere karam
Kabhi khushi kabhie gham
Na juda honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Yeh ghar nahi hai
Mandir hai tera
Ismein sada rahe tera basera
Yeh ghar nahi hai
Mandir hai tera
Ismein sada rahe tera basera
Khushbuon se teri
Yeh mehakta rahe
Khushbuon se teri
Yeh mehakta rahe
Aaye jaaye bhale koyi mausam
Yeh hain tere karam
Kabhi khushi kabhie gham
Na juda honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Meri saanson mein tu hai samaya
Mera jeevan to hai tera saya
Meri saanson mein tu hai samaya
Mera jeevan to hai tera saya
Teri pooja karun main to hardum
Kabhi khushi kabhie gham
Na juda honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Aa kabhi khushi kabhie gham
Na juda honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Tere sath hongi meri duayein
Aaye kabhi na tujhpe koyi balayein
Tere sath hongi meri duayein
Aaye kabhi na tujhpe koyi balayein
Mera dil yeh kahe
Tu jahan bhi rahe
Har ghadi har khushi
Choome tere kadam
Yeh hain tere karam
Kabhi khushi kabhie gham
Na juda honge hum
Kabhi khushi kabhie gham