Sneha Khanwalkar

Kaala Rey

in Gangs Of Wasseypur 2

LYRIC

Kaala rey, saiyan kaala re
Tan kaala rey, man kaala re
Kaali zabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyan karte ji coal bajaari x (2)

Bairi coal coal coal, chheene tol tol tol
Bairi coal coal, chheene tol tol tol
Chhat, aangan, char deewari

Kaali mitti, kutta kaala
Kaala bilkul surme wala
Kaala kauvva, hawwa kaala
Kaali mitti, kutta kaalaKaala bilkul surme wala
Kaala kauvva, hawwa kaala
Kaala baadal ghirne waala
Kaala moti girne wala
Kaala jhanda, danda kaala
Kaala batua, paisa kaala
Kaali aankhon jaisa kaala
Kaali agni
Kaali garmi, sooraj kaala
Kaala beegha aur gaj kaala
Kaali haathi, haathi kaala
Kaala kaala kaala kaala

Bairi coal coal coal, chheene tol tol tol
Bairi coal coal, chheene whole sale tol
Rang paani aur pichkari
Saiyan karte ji, piya karte ji
Saiyan karte ji, piya karte ji

Kaala rey, saiyan kaala re
Tan kaala rey, man kaala re
Kaali zabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyan karte ji coal bajaari