Yesudas
Ka Karoon Sajni Aaye Na Balam
in Swami
LYRIC
Ka karoon sajni aaye na balam
Ka karoon sajni aaye na balam
Khoj rahi hain piya pardesi ankhiyan
Khoj rahi hain piya pardesi ankhiyan
Aaye na balam
Ka karoon sajni aaye na balam
Jab bhi koi aahat hoye manva mora bhaage
Dekho kahin toote nahi prem ke yeh dhaage
Bhor bhai aur sanjh dhali re, samay ne li angdayi
Yeh jag sara neend se hara, mohe neend na aayi
Main ghabraoon, dar dar jaaoonAayein woh na aayein, aayein woh na aayein
Radha bulaaye kahan khoye ho Kanhaiya
Aaye na balam
Ka karoon sajni aaye na balam