Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan
Jeene Ke Hain Chaar Din
in Mujhse Shaadi Karogi
LYRIC
Jeene ke hain chaar din
Baaki hain bekaar din
Hey jeene ke hain chaar din
Baaki hain bekaar din
Jaaye jaaye jaaye jaaye
Ek baar jo jaaye
Jawani phir na aaye
Hey hey jawani phir na aaye
Jeene ke hain chaar din
Baaki hain bekaar din
Hey jeene ke hain chaar din
Baaki hain bekaar din
Jaaye jaaye jaaye jaaye
Ek baar jo jaaye
Jawani phir na aaye
Hey hey jawani phir na aaye
Mere baare mein kya hai sochti
Dushman na samajh karle dosti
Chal baaju hat jaane bhi de
Aise na tu mujhko sata
Jaana itna tevar hai bura
Jeene ke hain chaar din
Baaki hain bekaar din
Hey jeene ke hain chaar din
Baaki hain bekaar din
Jaaye jaaye jaaye jaaye
Ek baar jo jaaye
Jawani phir na aaye
Hey hey jawani phir na aaye
Pal pal ka maza lele jaane jaan
Jo hai aaj hai kal to aaye na
Lagta mujhe deewana tu
Tera mera kya vaasta
Aise na chhodun tera rasta
Jeene ke hain chaar din
Baaki hain bekaar din
Hey jeene ke hain chaar din
Baaki hain bekaar din
Jaaye jaaye jaaye jaaye
Ek baar jo jaaye
Jawani phir na aaye
Hey jawani phir na aaye
Hey hey jawani phir na aaye
Hey jawani phir na aaye
Hey jawani phir na aaye