Asha Bhosle, Kishore Kumar
Jeena Kya Aji Pyaar Bina
in Dhan Daulat
LYRIC
Jeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yehi chaar dina
Jeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yehi chaar dina
Dhan daulat bina chale magar
Zindagi na chale yaar bina
Mili duniya to maza hai ke mile dil bhi
Bindiya bhi chamke to baje payal bhi
Jeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yehi chaar dina
Dhan daulat bina chale magar
Zindagi na chale yaar bina
Mili duniya to maza hai ke mile dil bhi
Bindiya bhi chamke to baje payal bhi ha aaJeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yehi chaar dina
Sapne poore huye aaj, din firte nahi deri
Sun o mere hasin aaj ek tuhi nahi
Saari dunia hai meri
Ho sapne poore huye aaj, din firte nahi deri
Sun o mere hasin aaj ek tuhi nahi
Sari dunyia hai meri
Aa mili duniya to maza hai ke mile dil bhi
Bindiya bhi chamke to baje payal bhi
Mili duniya to maza hai ke mile dil bhi
Bindiya bhi chamke to baje payal bhi
Jeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yehi chaar dina
Dhan daulat bina chale magar
Zindagi na chale yaar bina
Sone chaandi ka woh dil kya
Jo na dil ke kaam aaye
Yahan to teri kasam
Pyaar walon mein sanam
Apna pehla naam aaye
Ho sone chaandi ka woh dil kya
Jo na dil ke kaam aaye
Yahan to teri kasam
Pyaar walon mein sanam
Apna pehla naam aaye
Ho mili duniya to maza hai ke mile dil bhi
Bindiya bhi chamke to baje payal bhi
Jeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yehi chaar dina
Dhan daulat bina chale magar
Zindagi na chale yaar bina
O mili duniya to maza hai ke mile dil bhi
Bindiya bhi chamke to baje payal bhi
Jeena kya aji pyaar bina
Jeevan ke yehi chaar dina
Dhan daulat bina chale magar
Zindagi na chale yaar bina