Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Janam Janam Ka Sath Hai Tumhara Hamara
in Bheegi Palkein
LYRIC
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Agar na milte is jeevan mein lete janam dobara..
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Agar na milte is jeevan mein lete janam dobara
Jab se ghoome dharti sooraj chaand sitare
Ho… o..
Jab se ghoome dharti sooraj chaand sitare
Tab se meri nigahein samjhein tere ishare
Roop badal kar saajan
Maine phir se tumhein pukaraJanam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Paaar ke pankh laga ke door kahin ud jaayein
Ho… o..
Paaar ke pankh laga ke door kahin ud jaayein
Jahaan hawayein gham ki
Hum tak pahunch na paayein
Kushiyon ki kushbu se mehke
Ghar sansar hamara
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Agar na milte is jeevan mein lete janam dobara..
Janam janam ka sath hai tumhara hamara
Tumhara hamara
Tumhara hamara
Tumhara hamara