Nitin Mukesh
Jaisi Karni Waisi Bharni
in Jaisi Karni Waisi Bharni
LYRIC
Jo boyega wahi payega
Jo boyega wahi payega
Tera kiya aage aayega
Sukh duhkh hai kya phal karmon ka
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jo boyega wahi payega
Tera kiya aage aayega
Sukh duhkh hai kya phal karmon ka
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Sabse badi pooja hai maat pita ki seva
Sabse badi pooja hai maat pita ki seva
Kismat walon ko hi milta hai yeh maukaHath se apne kho mat dena
Mauka yeh khidmat ka
Jannat ka dar khul jayega
Tera kiya aage aayega
Sukh duhkh hai kya phal karmon ka
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Chahe na pooje moorat
Chahe na teerath jaaye
Ho chahe na pooje moorat
Chahe na teerath jaaye
Maat pita ke tann mein saare dev samaye
Tu inka dil khush rakhe
To ishwar khush ho jaaye
Bhagwan tujhko mil jayega
Tera kiya aage aayega
Sukh duhkh hai kya phal karmon ka
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni