Kishore Kumar
Jab Chaha Yara Tumne
in Zabardast
LYRIC
Jab chaha yara tumne
Aankhon se mara tumne
Honthon se zinda kar diya ho ho ho
Jab chaha yara tumne
Aankhon se mara tumne
Honthon se zinda kar diya
Arre tumhari marzi pe chal rahe hain
Khata hamari kya ho
Chalo ji hum bure sahi
Chalo ji hum jhoothe hain
Magar isi nigah se
Hazar dil toote hain
Chalo ji hum bure sahiChalo ji hum jhoothe hain
Magar isi nigah se
Hazar dil toote hain
Arre kasam se kehna hamari soorat
Nahi hai pyaari kya ho
Jab chaha yara tumne
Aankhon se mara tumne
Honthon se zinda kar diya
Arre tumhari marzi pe chal rahe hain
Khata hamari kya ho
Jab chaha yara tumne
Aankhon se mara tumne
Honthon se zinda kar diya
Samajh sako to humsafar
Humein tum apna jaano
Udhar nahi idhar chalo
Kabhi to kehna maano
Samajh sako to humsafar
Humein tum apna jaano
Udhar nahi idhar chalo
Kabhi to kehna maano
Arre lipat ke poochho ke aage marzi
Hai ab hamari kya ho
Jab chaha yara tumne
Aankhon se mara tumne
Honthon se zinda kar diya
Arre tumhari marzi pe chal rahe hain
Khata hamari kya ho
Jab chaha yara tumne
Aankhon se mara tumne
Honthon se zinda kar diya