Lata Mangeshkar
Jaane Kaise Sapno Mein
in Anuradha
LYRIC
Jaane kaise sapno mein
Kho gayi ankhiyan
Main to hoon jaagi mori
So gayi ankhiyan
Jaane kaise sapno mein
Kho gayi ankhiyan
Main to hoon jaagi mori
So gayi ankhiyan
Ajab deewani bhai
Mose anjaani bhai
Ajab deewani bhai
Mose anjaani bhai
Pal mein parayi dekho
Ho gayi ankhiyan
Main to hoon jaagi mori
So gayi ankhiyan
Jaane kaise sapno mein
Kho gayi ankhiyan
Main to hoon jaagi mori
So gayi ankhiyan
Man ujiyara chhaya
Jag ujiyara chhaya
Man ujiyara chhaya
Jag ujiyara chhaya
Jagamag deep
Sanjo gayi ankhiyan
Main to hoon jaagi mori
So gayi ankhiyan
Jaane kaise sapno mein
Kho gayi ankhiyan
Main to hoon jaagi mori
So gayi ankhiyan
Koyi man bha gaya
Jab woh chala gaya
Koyi man bha gaya
Jab woh chala gaya
Man ke do motiya
Piro gayi ankhiyan
Jaane kaise sapno mein
Kho gayi ankhiyan
Main to hoon jaagi mori
So gayi ankhiyan
Jaane kaise sapno mein
Kho gayi ankhiyan
Main to hoon jaagi mori
So gayi ankhiyan