Yesudas

Jaanam Jaanam Tera Mera Pyar Naya Hai

in Sawan Ko Aane Do

LYRIC

Jaanam jaanam!
Jaanam jaanam tera mera pyar naya hai
Geet purana saaz naya hai
Jaanam jaanam tera mera pyar naya hai
Geet purana saaz naya hai, jaanam jaanam

Aaj ki har ghadi
Pyar bhare roop ka nikhaar leke aayi hai
Raat ki chandni

Jharnon mein aaj naya geet hai
Geeton mein pyar ka sangeet hai
Jharnon mein aaj naya geet hai
Geeton mein pyar ka sangeet haiMehki fiza ne, chanchal hawa ne
Mehki fiza ne, chanchal hawa ne
Tujh hi se seekhe hain naaz-o-andaz naye
Jaanam jaanam tera mera pyar naya hai
Geet purana saaz naya hai, jaanam jaanam