Raaj

Itne Kareeb Aao

in Ragini MMS

LYRIC

Na sunai do, na nazar aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao
Na sunai do na nazar aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao

Pal bhar mein dooriyon ko
Mumkin nahi mitana
Maana hai ki kathin
Par hoga tumhein nibhana

Chalne mein kya maza haiPatthar chubhe jo neeche
Keh do to bichha doon dil ko
Kadam ke neeche
Chalne mein kya maza hai
Patthar chubhe jo neeche
Keh do to bichha doon dil ko
Kadam ke neeche
Gar chal sako to aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao

Na sunai do, na nazar aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao
Na sunai do na nazar aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao
Itne kareeb aao, itne kareeb aao