Kumar Sanu, Alka Yagnik

Ishq Mein Mere Rabba Jaane Main Kya Kar Jata

in Sanam

LYRIC

Ishq mein mere rabba jaane main kya kar jata
Tujhse pyaar na karta to shayad main mar jata

Ishq mein mere rabba jaane main kya kar jaati
Tujhse pyaar na karti to shayad main mar jaati

Tere liye paagal deewane main jitni deewani thi
Tujhko apna maan liya tha duniya se begaani thi
Main to koraa kaagaz tu meri prem kahani thi
Saanson mein teri pyaas chhupi thi tu meri zindgani thi

Kaise bataoon bin tere meri kaise raat guzarti thi
Khwaabon mein khoi rehti thi khud se baatein karti thi
Tere bina mere hothon pe aur kisi ka naam na tha
Ik bechaini si rehti thi aur kahin aaram na tha
Tu hai jahan main hoon wahin
Ishq mein mere rabba…