Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh

Is Jahan Ki Nahin Hain Tumhari Aankhen

in King Uncle

LYRIC

Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen

Do jahan deke le loon to sasti hain yeh

Rehte ho aankhon mein tum hi ab din raat
Rehte ho aankhon mein tum hi ab din raatAb to ghar hai tumhara hamari aankhen
Ab to ghar hai tumhara hamari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen

Duniya walon se rakhna bacha kar inhen
Duniya walon se rakhna bacha kar inhen
Na chura le koi yeh tumhari aankhen
Na chura le koi yeh tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen