Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor

Humein Teri Nazar Ne Hai Loota

in Bada Aadmi

LYRIC

Humein teri nazar ne hai loota
Kuchh sharma ke kuchh ghabra ke
Humein teri nazar ne hai loota
Kuchh sharma ke kuchh ghabra ke

Kahin humein daga to nahi doge
Apna bana ke dil mein sama ke
Kahin humein daga to nahi doge
Apna bana ke dil mein sama ke

Dil mein sochun lakh baatein
Par zubaan tak aati nahi
Dil mein sochun lakh baatein
Par zubaan tak aati nahi
Dil kahe hum jaante hain
Yeh lagi chhupti hai kahin

Dekho mera jiya na tadpao
Dil ko chura ke pyar jata keHumein teri nazar ne hai loota
Kuchh sharma ke kuchh ghabra ke

Mastiyan hain shokhiyan hain
Jis taraf uthti hai nazar
Mastiyan hain shokhiyan hain
Jis taraf uthti hai nazar
Hum to aise ho gaye hain
Ab nahi apni bhi khabar

Phir usi tarah muska do
Kuchh itra ke kuchh balkha ke
Kahin humein daga to nahi doge
Apna bana ke dil mein sama ke

Ab to itni aarzu hai
Hum tere sang chalte rahein
Ab to itni aarzu hai
Hum tere sang chalte rahein

Ruk sake na pyar hamara
Jalne wale jalte rahein
Chale jaana kahin na mere saajan
Akhiyon mein aake sapne saja ke

Humein teri nazar ne hai loota
Kuchh sharma ke kuchh ghabra ke
Kahin humein daga to nahi doge
Apna bana ke dil mein sama ke