Kishore Kumar, Shivangi Kolhapure, Varsha Bhosle
Hans Tu Hardam
in Lootmaar
LYRIC
Hey Hans tu hardam, khushiyan ya gham
Hans tu hardam, khushiyan ya gham
Kisi se darna nahi, dar dar ke jeena nahi
Hans tu hardam, khushiyan ya gham
Kisi se darna nahi, dar dar ke jeena nahi
Hans tu hardam, khushiyan ya gham
Jo kamzor hain khud wohi
Hath uthaya karte hain
Teri himmat hi kismat jo bigdi baat banayegi
Shaan se tu yeh kadam utha
Manzil khud mil jaayegiMara mari mein khud ho uljhaya na karo
Arre hans tu hardam, khushiyan ya gham
Hans tu hardam, khushiyan ya gham
Kisi se darna nahi, dar dar ke jeena nahi
Hans tu hardam, khushiyan ya gham
Lootmaar se kya milta
Khoon-kharaba hota hai
Jaisi karni waisi bharni yehi faisla hota hai
Dushman ki lalkar se tum dar jaaya na karo
Arre hans tu hardam, khushiyan ya gham
Hans tu hardam, khushiyan ya gham
Kisi se darna nahi, dar dar ke jeena nahi
Hans tu hardam, khushiyan ya gham