Lata Mangeshkar
Hans Le Ga Le
in Jaal
LYRIC
Mariya
Mariya mariya mariya
Hans le ga le dhoom macha le
Duniya faani hai
Keh le dil ki baat sajan se
Raat suhani hai
Kaisi yeh jaagi agan
Lagi hai dil mein lagan
Ma ma mariya mariya
Ma ma mariya mariya
Ma ma mariya mariya
Ma ma mariya
Mariya mariya mariya
Door kahin ek taara
Karta hai yeh ishara
Door kahin ek taara
Karta hai yeh ishara
Jeet hai aaj usi ki
Jisne sab kuchh haara
Seene mein toofan hai
Jalne ka armaan hai
Kaisi yeh jaagi agan
Hans le ga le dhoom macha le
Duniya faani hai
Keh le dil ki baat sajan se
Raat suhani hai
Kaisi yeh jaagi agan
Ma ma mariya mariya
Ma ma mariya mariya
Ma ma mariya mariya
Ma ma mariya
Mariya mariya mariya
Door nagariya teri rasta hai anjana
Door nagariya teri rasta hai anjana
Raah mein milane wale
Raah mein chhod na jaana
Seene mein toofan hai
Jalne ka armaan hai
Kaisi yeh jaagi agan
Hans le ga le dhoom macha le
Duniya faani hai
Keh le dil ki baat sajan se
Raat suhani hai
Kaisi yeh jaagi agan
Ma ma mariya mariya
Ma ma mariya mariya
Ma ma mariya mariya
Ma ma mariya
Mariya mariya mariya
Tod ke naate saare
Chali hoon unke dware
Tod ke naate saare
Chali hoon unke dware
Ghar aangan se kahiyo
Ab na mujhe pukare
Seene mein toofan hai
Jalne ka armaan hai
Kaisi yeh jaagi agan
Lagi hai dil mein lagan
Seene mein toofan hai
Jalne ka armaan hai
Kaisi yeh jaagi agan
Hans le ga le dhoom macha le
Duniya faani hai
Keh le dil ki baat sajan se
Raat suhani hai
Kaisi yeh jaagi agan
Ma ma mariya mariya
Ma ma mariya mariya
Ma ma mariya mariya
Ma ma mariya
Hans le ga le
Dhoom macha le
Hans le ga le dhoom macha le
Duniya faani hai
Keh le dil ki baat sajan se
Raat suhani hai