Asha Bhosle, Shabbir Kumar, Suresh Wadkar

Hamka Isak Hua Hai Yaro

in Coolie

LYRIC

Hamka isak hua hai yaro
Hamri koyi khabariya lo
Hamka isak hua hai yaro
Hamri koyi khabariya lo
Beech bajariya mein
Lad gayi najariya lo

Hamka isak hua hai yaro
Hamri koyi khabariya lo

Hamka isak huyi gawa logon
Hamri koyi khabariya lo
Hamka isak huyi gawa logon
Hamri koyi khabariya lo

Ho pyar se jab jab mile jawani
Chaho koyi bane kahaniParbat pe jab jhuke ghata to
Kya ho barse chham chham paani
Haan chham chaam paani
Ho paani re paani
Ho haaye haaye paani
Oho ho chham chaam paani
Abke sawan mein gir gayi bijuriya lo

Hamka isak hua hai yaro
Hamri koyi khabariya lo
Hamka isak huyi gawa logon
Hamri koyi khabariya lo

Ab lillah na der lagao
Jaldi dulha mujhe banao
Ab lillah na der lagao
Jaldi dulha mujhe banao

Ho tum mardon ka kaun bharosa
Kagaz kalam dawat mangao
Tum mardon ka kaun bharosa
Kagaz kalam dawat mangao
Naam tere likh di
Yeh saari umariya lo

Hamka isak hua hai yaro
Hamri koyi khabariya lo
Hamka isak hua hai yaro
Hamri koyi khabariya lo