Salman Khan

Hai Yehi Zindagi

in Kick

LYRIC

Jaana kahan pe bhatki thi zindagi
Woh aansoo the jinko main samjha tha khushi
Jaana kahan pe bhatki thi zindagi
Woh aansoo the jinko main samjha tha khushi..
Bewajah jiya ab tak
Pata na tha, aaj jaana hai
Waqt ke chhote se ik pal mein
Hai sadiyon ki khushi..

Raahon mein raahein Khuda ki mil gayin
Ho.. unpe ab chalna, nahin jaana hai kahin
Raahon mein raahein Khuda ki mil gayin
Ho.. unpe ab chalna, nahin jaana hai kahinRoshni na thi aisi kabhi pehle in nigaahon mein
Aaj jo mila khudko laga mujhko pehla sa nahin..
O.. Hai yehi zindagi
O.. Hai sadiyon ki khushi
O.. Hai yehi zindagi
O..