Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
God Allah Aur Bhagwan
in Krrish 3
LYRIC
God, Allah Aur Bhagwan ne banaya ik insan
God, Allah Aur Bhagwan ne banaya ik insan
Aaya zamin pe lekar wo upar wale ka farman
Wo doston ka hai dost, yaaro ka hai yaar
Jiska naam sunke kaape har shaitan
Jiska naam sunke kaape har shaitan
God, Allah Aur Bhagwan ne banaya ik insan
Wo tujhmein bhi hai wo mujhmein bhi hai
Wo doston ka hai dost, yaaro ka hai yaar
Jiska naam sunke kaape har shaitan
God, Allah Aur Bhagwan ne banaya ik insanNe banaya ik insan
Jahan kal wo ttha akela khada
Kadam apna bhi udhar chal pada
Kadam apna bhi udhar chal pada
Dil ke khwaabon ki jannat sajayenge hum
Pyaar ka savera leke ayenge hum
Pyaar ka savera leke ayenge hum
Wo doston ka hai dost, yaaro ka hai yaar
Jiska naam sunke kaape har shaitan
God, Allah Aur Bhagwan ne banaya ik insan
Ne banaya ik insan