Asha Bhosle, Kishore Kumar
Ghunghta Kholna Ghunghta
in Suhaagan
LYRIC
Ghunghta kholna ghunghta
Ghunghta kholna ghunghta
Ghunghta kholte hi hosh udd jayega
Nain se nain mile chain aa jayega
Dholna ho zara bolna
Ghunghta kholna ghunghta
Ghunghta kholte hi hosh udd jayega
Nain se nain mile chain aa jayega
Ambar ke taare saare ke saare
Aangan mein mere utaaro
Roshni ko ek diya kaafi hai mere piya
Mujh par yeh julm na ghuzaro
Ambar ke taare saare ke saare
Aangan mein mere utaaroRoshni ko ek diya kaafi hai mere piya
Mujh par yeh julm na ghuzaro
Phool bohat honge to baag muskurayega
Ek chand se hi saara gagan chamak jayega
Ghunghta kholna ghunghta
Ghunghta kholna ghunghta
Ghunghta kholte hi hosh udd jayega
Nain se nain mile chain aa jayega
Dholna ho zara bolna
Ghunghta kholna ghunghta
Peechhe pade ho hardum khade ho
Baahon ka tum ghera daale
Auron ko take nahi tujhse nazar hate nahi
Nazar meri teri hawale
Peechhe pade ho hardum khade ho
Baahon ka tum ghera daale
Auron ko take nahi tujhse nazar hate nahi
Nazar meri teri hawale
Itna pyaar tera piya jiya seh na payega
Devta jo dekhe tujhe woh bhi behak jayega
Dholna ho zara bolna
Dholna ho zara bolna
Ghunghta kholte hi hosh udd jayega
Nain se nain mile chain aa jayega
Dholna ho zara bolna
Ghunghta kholna ghunghta
Dholna ho zara bolna
Ghunghta kholna ghunghta