Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Gawah Hai Chand Tare

in Damini

LYRIC

Gawah hai chand tare gawah hai
Gawah hai chand tare gawah hai
Tere mere milan ke apne deewanepan ke
Nazare gawah hai

Gawah hai chand tare gawah hai
Gawah hai chand tare gawah hai
Tere mere milan ke apne deewanepan ke
Nazare gawah hai

Tumko rakhunga dil mein basa ke
Meri dhadkan tum ho
Dekhunga tumko shaam-o-shahar main
Mera darpan tum ho

Tumko rakhunga dil mein basa ke
Meri dhadkan tum ho
Dekhunga tumko shaam-o-shahar mainMera darpan tum ho
Jee na sakunga main hoke juda

Gawah hai chand tare gawah hai
Gawah hai chand tare gawah hai
Tere mere milan ke apne deewanepan ke
Nazare gawah hai

Gawah hai chand tare gawah hai
Damini damini damini oh meri damini
Damini damini damini oh meri damini

Bhool gayi main is duniya ko
Pyar hua jabse
Tere siwa kuchh aur na mangun
Main to mere rab se

Bhool gayi main is duniya ko
Pyar hua jabse
Tere siwa kuchh aur na mangun
Main to mere rab se
Seene mein armaan hain lab pe dua

Gawah hai chand tare gawah hai
Gawah hai chand tare gawah hai
Tere mere milan ke apne deewanepan ke
Nazare gawah hai

Gawah hai chand tare gawah hai
Gawah hai chand tare gawah hai

Damini damini damini oh meri damini
Damini damini damini main teri damini
Damini damini damini main teri damini