Suraj Jagan
Fareeda
in Shaitan
LYRIC
Kya bala hai, kya khala hai
Kya khudi mein jalaa
Kya bhuja phir, kya dhuaan yeh
Raat mein ghulta
Ae saansein fanaa hain Fareeda aa
Ae saansein fanaa hain fareeda aa
Ae saansein fanaa hain fareeda oh!
Kal mere kareeb tha Khuda
Kya hua jaan tum gaye jo
Hum dhoondhein pardon mein
Kab subah ki pehal hogi
Un dilon ke arshon meinSahe gham fareeda, fareeda
Sahe gham fareeda, fareeda